Thursday, 6 June 2013

Barish ki bunde

Barish ki bunde jab is dhara pe padt hai,
Jalti hui dharti ko tab mano jannat naseeb ho jati hai,
Ye kali ghatayen jab ghir ke aati hai,
Man me ik nai umang bhar jati hai,
Dil me ik aag sa laga deti hai,
Aur tumse milne ko bekrar kar deti hai,

Sard hawaon ki tajgi u hi madhosh kar jati hai,
In hawaon me udti teri juilfe khud ik ghata si ban jati hai,
Barish ki bunde jab guliab ke phool pe padti hai,
Lagta hai ki tere chehre pe moti ki malaye chamak rahi hai,

Barish me dil ho jata hai madmast,
Sath tum ho to hume bhi naseebho jaye Jannat!!!!!

3 comments:

  1. घर मेरा एक बरगद है
    मेरे पापा जिसकी जड़ है
    घनी छाँव है मेरी माँ
    यहीं है मेरा आसमाँ.
    पापा का है प्यार अनोखा
    जैसे शीतल हवा का झोंका
    माँ की ममता सबसे प्यारी
    सबसे सुन्दर, सबसे न्यारी.
    हाथ पकड़ चलना सिखलाते
    पापा हमको खूब घुमाते
    माँ मलहम बनकर लग जाती
    जब भी हमको चोट सताती.
    माँ पापा बिन दुनिया सूनी
    जैसे तपती आग की धूनी
    माँ ममता की धारा है
    पिता जीने का सहारा है.

    ReplyDelete
  2. inspired by season of rain...words itself showering rain drops at reader...worth reading.
    Happy writing Sandeep.

    ReplyDelete

Thanks